Sunday, April 17, 2016

Website(blog) Ko Design Kaise Karte Hai Janiye Hindi Me

Tags

Website(blog) Ko Design Kaise Karte Hai Janiye Hindi Me

Hello friends,


Design kya hai. Design ka matlab aapko keyword se hi pata chal gaya hoga. Kishi bhi chiz ko naye tarike se sajaana hi design hota hai. Jayada Samjne Ke Liye Mere Blog Ka Design Dekh Sakte ho

Toh ham iss post mei blog(website) ko design kaise kare. Iske baare mei janenge.



Iss Article ke duaara ham blog ki start se end tak tak ki puree progress ki jankari janenge.. ki Blog Website Ko design Karne Ke liye Kin - kin chejo ki jarurat hoti hai aor design karne ke liye kya karna parta hai.

Blog (website) Ko design Kaise Karte hai



Step 1


Sabse phele hamko Ek badhiya quality ka blog banana hota hai.  Jisme hamari site ka naam main hota hai. Agar Aapne Abhi tak blog nahi banaya hai toh ab bana sakte hai.

Step 2


Blog banane ke baad usme apni pheli post likhe. Post likhne se phele puree taiyari karle ki post kis baare mei likhni hai aor kya likhna hai. Phele puree taiyari kare.


Step 3


Blog ko design karne ke liye Tamplates change kare. Tamplates ek traha se Blog Ka Map Hota hai. Jisse blog mei ham yeh decide karte hai ki konsa fansan kha set karna hota hai. Jis traha se Ghar banane ke liye ham Map Taiyaar karte hai.


Step 4


Apne blog mei se blogspot hatane aor puree traha se website banane ke liye Domian Lagaye. Abhi domian sirf ₹99 mei mil raha hai godaddy.com mai.

Note:- Agar Aap blog par domian lagana chahte hai toh jayada der naa kare. Aap blog ki iss Step par hi domian laga lena chahiye. Agar aap lete se domian lagayenge toh aapko Search engine ( Google , Bing , Yahoo) Mei Naye Naam se fir se Add Karna hoga.



Step 5


Apne blog ko Google , bing , yahoo jaise search engine mei submit kare . jisse aapke blog ka traffic badhe aor aapka blog search mei aa jaye.

Padhe -

Step 6


Apne blog ke liye Google+ Id(page) ,  Facebook page , Twitter id , banaye . aor blog par add kare. Inka upyog blog ka traffic badhane mei kiya jata hai.


Step 7


Apne blog ke liye About us , contact us , privacy policy , page banakar blog mei add kare. Inke duaara ham visitor ko yeh batate hai ki blog ko kon chalata hai aor visitor contact hamse contact kar sakte. Yeh page Adsense ke liye bhi jaruri hai.


Step 8


Apne blog mei Search box lagaye , email subscription box lagaye , Recent post , popular post , category , add kare.

Inko lagana bhut hi aashan hai . inko lagane ke liye blog>>Layout>>add a gagteg Mei jakar laga sakte hai.
Thank You 
visit:-sousik.blogspot.com


EmoticonEmoticon