Monday, April 25, 2016

Flipkart Se Paise Kaise Kamaye

Tags


Flipkart Se Paise Kaise Kamaye (Hindi Guide)


Hello Friends, Agar aap internet se online paise kamana chahte hai, to aapko flipkart affiliate program ke bare me pata hona chahiye, Book Store se shuru hui

Company Flipkart aaj India me lakho dollar ki company bn chuki hai, aapki jaankari ke liye bata de ki Flipkart har 1 minute me ek product sell krti hai. Aaj ke es post me ham jaanenge ki aap flipkart ki help se money kaise generate kr sakte hain.
#Flipkart Affiliate Program Kya Hai
Flipkart Affiliate program online paise kamane ka ek popular tarika hai, yahan par aap flipkart ke products ko apni referral link se sell krwa ke 12% tak Commission pa sakte hain. Jb bhi Koi Vyakti Aapke unique referral link par click kr ke flipkart se koi samaan kharidta hai to usse aapko kuch Commission milta hai.
#Flipkart Affiliate Program Me Kaise Join Karen
Flipkart Affiliate Program se judne ke liye aapko Flipkart affiliate program me online register krna hoga,jo ki bahut simple hai.
1. Register Krne Ke Liye Yahan Click Karen
2. Yaha Name, Email, Password dalkar Register Button Par Click Karen.
3. Registration hone ke baad next page me aapse aapki contact details, Phone Number, Website Ki Information Maangi jayegi. Agar aapke paas koi website nahi hai to Kuch bhi de do koi bat nehi or chaye to bana lijiye
Free Blog Kaise Banaye
Aapko yahan Payment Details bhi dalni hai, agar aap kamaya hua paisa direct Bank me chahte hai to account number,PAN Card detail, aur IFSC Number dalna hoga. Agar aapke paas PAN nahi hai to aap apna Balance Gift Voucher me bhi redeem kr sakte hai.
#Kisi Product Ke Liye Affiliate Link Kaise Generate Karen
Account banane ke baad Next Step apna Affiliate link generate krne ka hota hai. Affiliate link means wo link jis par log click krke Flipkart se samaan kharidenge. Agar aap bina affiliate link generate kiye Products ko share karenge to aap Kuch bhi nahi kama payenge. Ham aapko step by step bata rahen hai ki affiliate link kaise generate karen
Sabse Pahle Flipkart Affiliate Program Me Sign In kare.n
register ke bad
Ab yahan Aapko 2 Toolbaar dikhenge (See picture)
image
Pahle Wale Toolbaar Me Aapko Product Ki Link Dalni Hai.Jaise Maan ligiye Mujhe MotoG Phone ki Affiliate link generate krni hai to maine New Tab Me flipkart.com open kiya yahan mai MotoG ka page khola aur eka link Copy Kr liya
image
Ab maine Pahle wale toolbaar me ese paste krke Generate Now par click kr diya.
image
Ab mujhe ek unique affiliate id mil gayi ab koi bhi vyakti mere link se MotoG kharidega to esse mujhe Commission milega.
#Flipkart Products Par Kitna Commission Deti Hai
Flipkart Ki Commission Pata krne ke liye Niche diye hue Chart dekhen.
image
Agar aap koi Question Ya Suggestion deta chahte hai Comment Jarur Karen
Agar aapko yah post pasand aaya to Please Share krna Na bhule.
thank you
keep visit:-sousik.blogspot.com

2 comments

Hindi mei Ki kafi acchi jankari Hai waha question post kare aur answer paye aur Inam jite


EmoticonEmoticon