Friday, April 29, 2016

Chitika Ads Se Paisa Kaise Kamaiye


Chitika Se Paise Kaise Kamaye Hindi Me Jane



Chitika adsense ki tarah hi ek advertising site hai. jo hume ads dikhane ke paise deti hai.Adsense sabse better site hai, par agar aapka adsense account approved nahi hua hai to aapChitika ya Bidvertiser ke ads apni site ya blog par laga kar paise kama sakte hai. aaj mai aapko is post me chitika par account banane, chitika se paise kamane or blog par chitika ke ads lagane ki jankari bta raha hu, aap mujhe follow kar ke chitika se paise kama sakte hai.

Chitika ek advertising site hai. jo hume ads dikhane ke paise deti hai. ye pay per click ka kaam karti hai. chitika bilkul adsense ki tarah hi hai. jab koi apni site ya bussiness ka promotion karna chahata hai to wo chtika, adsense jaisi site ko apne bussiness se related ads dikhane ke paise deta hai. or chitika wo ads hume apni site par dikhane ka hume commission deti hai. yani use ads ke jo paise milte hai uska kuch persant wo hume de deti hai. yah mai aap ko btana chahunga ki sari advertiser sites me Adsense sabse jada paise dene wali site hai.


Chitika Par Account Kaise Banaye?

Step 1

first Chitika site par jaye or Sign Up par click kare.

chitika sign up
1. yaha apni email ID bhare.
2. Go button par click kare.

Step 2

1. Go button par click karne ke bad aapki email id par ek msg aayega.
2. msg me Complete My Application ka option hoga us par click kare.

Step 3

Ab ek windows khulegi, aapko isme sahi jankari bharni hai. 
1. apna naam likhe.
2. surname yani aap apne naam ke bad kya lagate ho wo likhe.
3. chika account ke liye username choone. (apna pura naam bhi use kar sakte ho)
4. aapko kis website ya blog par ads dikhane hai uska url dale.
[alert-announce]Note:- agar aapki site ka xyz.com domain nahi hai to aap xyz.blogspot.com url bhi use kar sakte hai.[/alert-announce]
5. kam se kam 8 words ka password choone. (paasword me 123 or #!&^* jarur use kare)
6. password check karne ke liye password repeat kare.
7. aapka country konsa hai wo select kare.
8. Finaly Submit button par click kare.
Ab aap thoda wait kare. chitika account ko approved hone me 1-2 din bhi lag sakte hai. Jab aapka chitika account approved ho jayega to aapki email id par chitika approved hone ka msg aayega. uske bad aapko chitika se ads ka code milega. ads ke code ko aap apne blog par post or widget par kahi bhi add kar sakte ho. uske bad jab koi aapke ads par click karega to aapki income hogi.

Monday, April 25, 2016

SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye

SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye

Hello Frends.. aaj ka humara topic hai Snapdeal se paise kaise kamaye jaate hai. Iske bare me mai btane ja raha hu. Dost aap ye soch rahe honge ki snapdeal to online shopping company hai use kaise paise kamaya jata hai. To main batana chahta hu ye aap galat soch rahe hai.Agar aapke pass ko website hai to aap Snapdeal Affiliate Program se aap paise earn kar sakte hai bahut hi aasan hai.


Friend jaisa ki main pahle bataya hai aapke pass blog hai or blog par acha traffic ati hai to aap snapdeal se paise kama sakte hai. Agar Apke Pas Blog Nehi Ha To Abhi Bana Lijiye.

Free Blog Kaise Banaye

Snapdeal Affiliate Program se Paise Kaise Kamaye Snapdeal Affiliate program ke jariye aap paise kama sakte hai isme karna kya hota hai. Jo inke affiliate banner hote hai aap unko apne blog par add kar ke. Add so karte hai or jab koi apke blog ko visit karta hai usko product acha lagta hai or  order karta hai apke blog se to  uske jitna % likha hota hai oh aap ko milta hai.Jaise maan lijiye koi 1000 ka pursche kiya to aapko usme se 10,ya 20 % aap ko milta hai. har product ka alag-alag price hote hai or uski alag rate hote hai milte hai.Step 1Sabse pahle aap snapdeal ke affiliate website par jana hota hai agar nahi pata hai to Click kare  Apke samne official website open ho jayegi. Phir apko Join Now For Free par click kar de.

Snapdeal Affiliate me New Account Banane Ke Liye

Isme aapko apni email id dale or minimum 6 characters ka password likhe or confirm pass likh kar Register kar de.To apke samne ek form aayega jisko apko fill karna hota hai payment ke liye hai.

Apna naam likho first name and last name. Phir Affiliate type me Individual kar de or apna mobile number likhe. Yeha pe apko payment information fill karna hai. Pay Name, Payment Type. Phir bank Account detail fill kare. agar nahi hai to koi itna issue nahi aap Sign up kar sakte hai. Adress like apna adress fill karna hota hai. Phir Affiliate Website Information bhare. Yeha par apnne website ka name likh kar Save Chances Kare. To apka account ban chuka or kabhi aap apna information cheng kar sakte hai.Phir ek page open hoga jo jisme aapki Affiliate Id hoga phir uske niche Search For Product Likha hota hai to agar apka blog Maan lijiye mobile se related hai to aap uska add lagaye to jade faida hota hai. Mera bat maniye apki blog Jis topic se related ho usi type ka add lag aye to or acha hota hai.


All Hindi Me Help- Image



Isme aapko search for products me apko jo chahiye aap search kar sakte hai. Phir Get Link par click karna hota hai.or apne blog me lagana hai agar nahi pata hai hai to chaliye hum batate hai.
  




all hindi me help

Ab apko ye code copy karna hai. Phir Blogger me jaye Layout par click kare or Add a Gadget par click kar ke. HTML/Java Scrip par click kare or code ko paste kar ke save kar de.


All Hindi Me Help-Images


Agar aap chahe to Static Banner size cheng kar sakte hai. Chaliye jante hai kaise cheng karte hai.

allhindimehelp


Tool & Widget par click kare or oha se jis type ka baner link chahiye select kare.. Ab aap 
niche dekh sakte bahut sari size hai jaha aap blog me laga chaate hai laga sakte. SQUARE, HORIZONTAL VERTICAL Ye sab size hai jiski aapko jarurat hai aap add kar sakte hai. Maine Demo is photos me dekha diye hu aapko samajh aa gayi hogi bahut hi aasan hai karna..
thank you 
keep visit:-https://sousik.blogspot.com

Flipkart Se Paise Kaise Kamaye


Flipkart Se Paise Kaise Kamaye (Hindi Guide)


Hello Friends, Agar aap internet se online paise kamana chahte hai, to aapko flipkart affiliate program ke bare me pata hona chahiye, Book Store se shuru hui

Company Flipkart aaj India me lakho dollar ki company bn chuki hai, aapki jaankari ke liye bata de ki Flipkart har 1 minute me ek product sell krti hai. Aaj ke es post me ham jaanenge ki aap flipkart ki help se money kaise generate kr sakte hain.
#Flipkart Affiliate Program Kya Hai
Flipkart Affiliate program online paise kamane ka ek popular tarika hai, yahan par aap flipkart ke products ko apni referral link se sell krwa ke 12% tak Commission pa sakte hain. Jb bhi Koi Vyakti Aapke unique referral link par click kr ke flipkart se koi samaan kharidta hai to usse aapko kuch Commission milta hai.
#Flipkart Affiliate Program Me Kaise Join Karen
Flipkart Affiliate Program se judne ke liye aapko Flipkart affiliate program me online register krna hoga,jo ki bahut simple hai.
1. Register Krne Ke Liye Yahan Click Karen
2. Yaha Name, Email, Password dalkar Register Button Par Click Karen.
3. Registration hone ke baad next page me aapse aapki contact details, Phone Number, Website Ki Information Maangi jayegi. Agar aapke paas koi website nahi hai to Kuch bhi de do koi bat nehi or chaye to bana lijiye
Free Blog Kaise Banaye
Aapko yahan Payment Details bhi dalni hai, agar aap kamaya hua paisa direct Bank me chahte hai to account number,PAN Card detail, aur IFSC Number dalna hoga. Agar aapke paas PAN nahi hai to aap apna Balance Gift Voucher me bhi redeem kr sakte hai.
#Kisi Product Ke Liye Affiliate Link Kaise Generate Karen
Account banane ke baad Next Step apna Affiliate link generate krne ka hota hai. Affiliate link means wo link jis par log click krke Flipkart se samaan kharidenge. Agar aap bina affiliate link generate kiye Products ko share karenge to aap Kuch bhi nahi kama payenge. Ham aapko step by step bata rahen hai ki affiliate link kaise generate karen
Sabse Pahle Flipkart Affiliate Program Me Sign In kare.n
register ke bad
Ab yahan Aapko 2 Toolbaar dikhenge (See picture)
image
Pahle Wale Toolbaar Me Aapko Product Ki Link Dalni Hai.Jaise Maan ligiye Mujhe MotoG Phone ki Affiliate link generate krni hai to maine New Tab Me flipkart.com open kiya yahan mai MotoG ka page khola aur eka link Copy Kr liya
image
Ab maine Pahle wale toolbaar me ese paste krke Generate Now par click kr diya.
image
Ab mujhe ek unique affiliate id mil gayi ab koi bhi vyakti mere link se MotoG kharidega to esse mujhe Commission milega.
#Flipkart Products Par Kitna Commission Deti Hai
Flipkart Ki Commission Pata krne ke liye Niche diye hue Chart dekhen.
image
Agar aap koi Question Ya Suggestion deta chahte hai Comment Jarur Karen
Agar aapko yah post pasand aaya to Please Share krna Na bhule.
thank you
keep visit:-sousik.blogspot.com

Thursday, April 21, 2016

Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamay


Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamay

Google adsense se$100, $200, $300 dollar per day kamana namumkin kaam nahi hai. har koi aysa kar sakta hai. bas usme kuch karne ka hosala hona chahiye. bahut se bloggers or website owner isse bhi jada paise kama bhi rah hai. lekin aap kyo nahi kama sakte, kama sakte ho. par mehanat kar ke, bina mehanat ke kamayi nahi hoti. aaj mai aapko google adsense ke bare me jo baate btane ja raha hu. blogging karne se pahle aapko unki knowlegze hona jaruri hai.

agar aapne google adsense account or website nahi banaye ho to yaha par click kar ke pahle apna adsense account or website bana le.

Google Adsense Kya Hai?

google adsense google ki ek aysi service hai.jise online websites ka promotion karne ke liye banaya gaya hai. jo log apni websites ka promotion karana chahate hai. wo adsense ko apni site ke ads dikhane ke paise dete hai. bilkul tv wale ads ki tarah, google adsense blog, websites, video par apne ads dikhane ke liye bloggers, websites owners, video managers ko commision deta hai.
google adsense ke bare me btane se pahle mai man leta hu ke aapne blog ya website bana li hai. or aapne apni site par ads bhi laga rakhe hai. to ab sawal ye hai ki paise kaise kamaye ja sakte hai.

Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye?

mai yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap $100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.
CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to $0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.

CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time tak rukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag $0.25 se$2.00 tak ho sakti hai.

1. to aapko $100 per day kamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.
40,000-50,000 views per day hone ke liye aapke blog ya website par 500 awesome, top, fomous article hone chahiye. to ab aapko pata chal gaya hoga ki $100 per day kamane ke liye kitni mehanat karne ki jarurat hai. dariye mat or mai ye kar sakta hu ki bhavna le kar start kijiye.
2. agar aapki sites par 40,000 views per day hi jate hai to aap Buysellads.com site par apne ads space bech kar bhi $3,000-$6.000 per month kama sakte ho.
to ek acha or high quality ka blog ya website bana kar hum aasani se$100 per day kama sakte hai. to aaj se hi apna mission shuru kar do ye soch ke ki mujhe ek din success blogger ya website owner banna hai. fir dekhna paisa kaise aapke piche bhagta hai. agar aap paise kamane ke or tariko ke bare me janna chahate ho to yaha click karo.
agar aap online paisa kamana chahate hai to  aap apni website bana kar ya youtube se bhi paise kama sakte hai

agar aapko ye post achi lagi ho or ap aage bhi humari posts padna chahate hai to is site ko subscribe kare. or aapko koi or help chahiye to comment me bhi pch sakte ho
Thank You